Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka, Urdu Ghazal By Premi Romani

Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Premi Romani. Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے قصہ مختصر میرے سفر کا

پریمی رومانی

ہے قصہ مختصر میرے سفر کا

نہ پانی ہے نہ سایہ ہے شجر کا

نہیں ہے جس پہ تیرا نقش پا تک

بھروسہ کیا ہے ایسی زندگی کا

چلا ہوں جانب منزل میں لیکن

نہیں نام و نشاں تک رہ گزر کا

خیال یار میں گم ہو گیا ہوں

پتہ میں کس سے پوچھوں اپنے گھر کا

نہیں صہبا کی عظمت سے میں منکر

یہ نشہ ہے مگر ہے رات بھر کا

زمانے بھر میں رسوا ہو گیا ہوں

کرشمہ ہے یہ بس تیری نظر کا

پریمیؔ جب بھی جلوہ گر وہ ہوگا

بدل جائے گا منظر بام و در کا

پریمی رومانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka

Premi Romani

hai qissa muKHtasar mere safar ka
na pani hai na saya hai shajar ka

nahin hai jis pe tera naqsh-e-pa tak
bharosa kya hai aisi zindagi ka

chala hun jaanib-e-manzil mein lekin
nahin nam-o-nishan tak rahguzar ka

KHayal-e-yar mein gum ho gaya hun
pata main kis se puchhun apne ghar ka

nahin sahba ki azmat se main munkir
ye nasha hai magar hai raat bhar ka

zamane bhar mein ruswa ho gaya hun
karishma hai ye bas teri nazar ka

'premi' jab bhi jalwa-gar wo hoga
badal jaega manzar baam-o-dar ka

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka written by Premi Romani at UrduPoint. Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka is one of the masterpieces written by Premi Romani. You can also find the complete poetry collection of Premi Romani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Premi Romani' above.

Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Qissa MuKHtasar Mere Safar Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.