Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya, Urdu Ghazal By Priyadarshi Thakur Khayal

Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Priyadarshi Thakur Khayal. Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کے ساتھ گیا مدتیں گزار آیا

پریہ درشی ٹھا کرخیال

کسی کے ساتھ گیا مدتیں گزار آیا

بڑے دنوں میں کہیں جا کے پھر قرار آیا

نہیں ہے خواب یہ سچ ہے نہ اعتبار آیا

یہ کیا ہوا کہ انہیں اور مجھ پہ پیار آیا

گیا تھا آنکھوں میں امید کی کرن لے کر

میں اس کے شہر سے لوٹا تو اشک بار آیا

وہ تھا جہاز کا پنچھی نہ میں جہاز کوئی

نہ کام صبر ہی آیا نہ انتظار آیا

فراز کوہ کا رستہ بھی تھا کڑا لیکن

خیالؔ کانپ اٹھی روح جب اتار آیا

پریہ درشی ٹھا کرخیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya

Priyadarshi Thakur Khayal

kisi ke sath gaya muddaten guzar aaya
baDe dinon mein kahin ja ke phir qarar aaya

nahin hai KHwab ye sach hai na e'tibar aaya
ye kya hua ki unhen aur mujh pe pyar aaya

gaya tha aankhon mein ummid ki kiran le kar
main us ke shahr se lauTa to ashk-bar aaya

wo tha jahaz ka panchhi na main jahaz koi
na kaam sabr hi aaya na intizar aaya

faraaz-e-koh ka rasta bhi tha kaDa lekin
'KHayal' kanp uThi ruh jab utar aaya

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya written by Priyadarshi Thakur Khayal at UrduPoint. Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya is one of the masterpieces written by Priyadarshi Thakur Khayal. You can also find the complete poetry collection of Priyadarshi Thakur Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Priyadarshi Thakur Khayal' above.

Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ke Sath Gaya Muddaten Guzar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.