Rahne Do Mujhe, Urdu Nazam By Qaleel Jhansvi

Rahne Do Mujhe is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qaleel Jhansvi. Rahne Do Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Rahne Do Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہنے دو مجھے

قلیل جھانسوی

گزرے ہوئے وقتوں سے نکل کر دیکھا

آج کا دور علاحدہ تو نہیں ہے

وہ ہی آواز کے سائے وہ ہی بے شرم سراب

آج بھی موجود ہیں کل جیسے خراب

چہرے ذرا بدلے ہیں نئی بات نہیں ہے

مانا بیتے ہوئے کل سے ندامت ہے مجھے

ایسا کچھ بھی تو نہیں جس سے عقیدت ہے مجھے

ماضی ولے کچھ بھی ہو جینے کا بہانہ ہے مرے

اک خواب محبت کا سہانا ہے مرے

اب وہ ہی چھوڑ کے جینا ہے تو جینا کیا ہے

ہاں ذرا درد بھی ہو لیتا ہے گاہے گاہے

اور جان پہ بن آتی ہے تب جب چاہے

یہ بھی لگتا ہے کے راستے بند ہیں سب

اور جینے کی سجا آخر کب تک

پر مرے دوست یہ حال تو ماضی سے بھی بد تر ہے

اس میں نفرت کے ابالے ہیں بہت

اس میں آہیں فغاں و نالے ہیں بہت

جینے کے لئے مرنے کی ضرورت ہے بہت

تھا تو یہ پہلے بھی مگر اتنا نہیں تھا

کچھ کا تھا ٹوٹا ہوا ہر ایک کا سپنا نہیں تھا

مجھ کو میرے ماضی میں فنا رہنے دو

میری الفت مرے جینے کا بہانہ ہے بہت

قلیل جھانسوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahne Do Mujhe

Qaleel Jhansvi

guzre hue waqton se nikal kar dekha
aaj ka daur alahida to nahin hai
wo hi aawaz ke sae wo hi be-sharm sarab
aaj bhi maujud hain kal jaise KHarab
chehre zara badle hain nai baat nahin hai

mana bite hue kal se nadamat hai mujhe
aisa kuchh bhi to nahin jis se aqidat hai mujhe
mazi wale kuchh bhi ho jine ka bahana hai mere
ek KHwab mohabbat ka suhana hai mere
ab wo hi chhoD ke jina hai to jina kya hai

han zara dard bhi ho leta hai gahe-gahe
aur jaan pe ban aati hai tab jab chahe
ye bhi lagta hai ke raste band hain sab
aur jine ki saja aaKHir kab tak

par mere dost ye haal to mazi se bhi bad-tar hai
is mein nafrat ke ubaale hain bahut
is mein aahen fughan-o-nale hain bahut
jine ke liye marne ki zarurat hai bahut

tha to ye pahle bhi magar itna nahin tha
kuchh ka tha TuTa hua har ek ka sapna nahin tha
mujh ko mere mazi mein fana rahne do
meri ulfat mere jine ka bahana hai bahut

(541) ووٹ وصول ہوئے

You can read Rahne Do Mujhe written by Qaleel Jhansvi at UrduPoint. Rahne Do Mujhe is one of the masterpieces written by Qaleel Jhansvi. You can also find the complete poetry collection of Qaleel Jhansvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaleel Jhansvi' above.

Rahne Do Mujhe is a widely read Urdu Nazam. If you like Rahne Do Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.