Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki, Urdu Ghazal By Qamar Usmani

Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Usmani. Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نگاہیں اٹھ رہی ہیں میری جانب اک زمانے کی (ردیف .. ے)

قمر عثمانی

نگاہیں اٹھ رہی ہیں میری جانب اک زمانے کی

بھرم کھل جائے گا کوشش نہ کیجے مسکرانے کی

زمانے کے ستم ان کی جفا مری فدا کاری

یہی شاید بنیں گی سرخیاں میرے فسانے کی

جہاں سے بجلیوں کا قافلہ گزرا ہے گلشن میں

وہیں بنیاد رکھ چھوڑی ہے میں نے آشیانے کی

خزاں کے رخ پہ زہریلا تبسم میں نے دیکھا ہے

کلی کو مل گئی شاید اجازت مسکرانے کی

مشیت کا یہ منشا ہے میں طوفانوں میں ابھروں گا

زمانہ لاکھ کر لے سازشیں میرے مٹانے کی

نصیحت کرنے والو شکریہ لیکن یہ بتلاؤ

کہاں سے لاؤں ہمت ان کے در سے لوٹ آنے کی

کبھی مجبورئ حالات میں ایسا بھی ہوتا ہے

سفینوں کو ہوا کرتی ہے خواہش ڈوب جانے کی

اندھیروں نے قمرؔ کیا کیا مری راہوں کو روکا ہے

کبھی کوشش جو میں نے کی کوئی شمع جلانے کے

قمر عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki

Qamar Usmani

nigahen uTh rahi hain meri jaanib ek zamane ki
bharam khul jaega koshish na kije muskurane ki

zamane ke sitam un ki jafa meri fida-kari
yahi shayad banengi surKHiyan mere fasane ki

jahan se bijliyon ka qafila guzra hai gulshan mein
wahin buniyaad rakh chhoDi hai main ne aashiyane ki

KHizan ke ruKH pe zahrila tabassum main ne dekha hai
kali ko mil gai shayad ijazat muskurane ki

mashiyyat ka ye mansha hai main tufanon mein ubharunga
zamana lakh kar le sazishen mere miTane ki

nasihat karne walo shukriya lekin ye batlao
kahan se laun himmat un ke dar se lauT aane ki

kabhi majburi-e-haalat mein aisa bhi hota hai
safinon ko hua karti hai KHwahish Dub jaane ki

andheron ne 'qamar' kya kya meri rahon ko roka hai
kabhi koshish jo main ne ki koi shama jalane ke

(393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki written by Qamar Usmani at UrduPoint. Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki is one of the masterpieces written by Qamar Usmani. You can also find the complete poetry collection of Qamar Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Usmani' above.

Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nigahen UTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.