Ek Nazm, Urdu Nazam By Qazi Saleem

Ek Nazm is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qazi Saleem. Ek Nazm comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Ek Nazm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک نظم

قاضی سلیم

ہزار جھلملاتے پیکر

رستے پانی میں آڑی ترچھی

جھمکتی بوچھار بن گئے

ہر ایک دیوار اور در سے

شجر شجر سے

نکل نکل کر

کھلی سڑک پر

لہکتے گاتے

قدم قدم پر دیے جلاتے

حسین نظموں میں ڈھل رہا ہے

نہ جانے کیا ہو

اگر یہ عالم تمام اپنا نقاب الٹ دے

نہ جانے کیا ہو جو سارے اسرار کھل چکے ہوں

یہی بہت ہے

کبھی کبھی جھلملاتے پیکر

اٹھا کے گھونگھٹ جھلک دکھا دیں

قاضی سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Nazm

Qazi Saleem

hazar jhilmilate paikar
riste pani mein aaDi-tirchhi
jhamakti bauchhaar ban gae
har ek diwar aur dar se
shajar shajar se
nikal nikal kar
khuli saDak par
lahakte gate
qadam qadam par diye jalate
hasin nazmon mein Dhal raha hai
na jaane kya ho
agar ye aalam tamam apna naqab ulaT de
na jaane kya ho jo sare asrar khul chuke hon
yahi bahut hai
kabhi kabhi jhilmilate paikar
uTha ke ghunghaT jhalak dikha den

(478) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Nazm written by Qazi Saleem at UrduPoint. Ek Nazm is one of the masterpieces written by Qazi Saleem. You can also find the complete poetry collection of Qazi Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Saleem' above.

Ek Nazm is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek Nazm, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.