Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki, Urdu Ghazal By Qurban Ali Salik Beg

Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qurban Ali Salik Beg. Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ پر ایسی جفا کی کثرت کی

قربان علی سالک بیگ

مجھ پر ایسی جفا کی کثرت کی

کہ اسے غیر نے ملامت کی

تم کو اپنے خرام سے مطلب

ٹھوکریں کھائے کوئی قسمت کی

وعدۂ وصل صبح اس سے کرو

کٹ سکے جس سے رات فرقت کی

اپنی بیداد کو نہیں کہتے

میری فریاد کی شکایت کی

اب کہاں حور خلد میں واعظ

تو نے برباد یوں ہی محنت کی

ہیں جو دنیا کی یہ پری زادیں

یہی حوریں بنیں گی جنت کی

ترک عشق اور میں غلط سالکؔ

کون روکے زبان خلقت کی

قربان علی سالک بیگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki

Qurban Ali Salik Beg

mujh par aisi jafa ki kasrat ki
ki use ghair ne malamat ki

tum ko apne KHiram se matlab
Thokaren khae koi qismat ki

wada-e-wasl-e-subh us se karo
kaT sake jis se raat furqat ki

apni bedad ko nahin kahte
meri fariyaad ki shikayat ki

ab kahan hur KHuld mein waiz
tu ne barbaad yun hi mehnat ki

hain jo duniya ki ye pari-zaden
yahi huren banengi jannat ki

tark-e-ishq aur main ghalat 'salik'
kaun roke zaban KHilqat ki

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki written by Qurban Ali Salik Beg at UrduPoint. Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki is one of the masterpieces written by Qurban Ali Salik Beg. You can also find the complete poetry collection of Qurban Ali Salik Beg by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qurban Ali Salik Beg' above.

Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.