Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein, Urdu Ghazal By Qurban Ali Salik Beg

Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qurban Ali Salik Beg. Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل پہ آفت آئی اب اک آن میں

قربان علی سالک بیگ

دل پہ آفت آئی اب اک آن میں

زلف کچھ کہتی ہے اس کے کان میں

ساتھ اس کے غیر بھی آ جائے گا

کیوں کہ اس کافر کو لاؤں دھیان میں

قیمت دل چاہیے بوسے کئی

آگے جو آئے ترے ایمان میں

ہے یہ نفرت غیر سے لائے نہیں

رشک کا مضموں بھی ہم دیوان میں

پوچھتا کیا ہے ہماری زندگی

جیتے ہیں پر موت کے ارمان میں

طور مرنے کے نہ تھے سالکؔ ترے

ہاں مگر رکھتا ہے کیا انسان میں

قربان علی سالک بیگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein

Qurban Ali Salik Beg

dil pe aafat aai ab ek aan mein
zulf kuchh kahti hai us ke kan mein

sath is ke ghair bhi aa jaega
kyun ki us kafir ko laun dhyan mein

qimat-e-dil chahiye bose kai
aage jo aae tere iman mein

hai ye nafrat ghair se lae nahin
rashk ka mazmun bhi hum diwan mein

puchhta kya hai hamari zindagi
jite hain par maut ke arman mein

taur marne ke na the 'salik' tere
han magar rakhta hai kya insan mein

(351) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein written by Qurban Ali Salik Beg at UrduPoint. Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein is one of the masterpieces written by Qurban Ali Salik Beg. You can also find the complete poetry collection of Qurban Ali Salik Beg by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qurban Ali Salik Beg' above.

Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Pe Aafat Aai Ab Ek Aan Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.