Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai, Urdu Ghazal By Raees Akhtar

Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raees Akhtar. Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک دھوکہ ہے دل کشی کیا ہے

رئیس اختر

ایک دھوکہ ہے دل کشی کیا ہے

ہم سمجھتے ہیں دوستی کیا ہے

آنسوؤں کی ہو اور عمر دراز

چاند تاروں کی روشنی کیا ہے

حسن کی اک نگاہ جاں پرور

عشق کی اور زندگی کیا ہے

ہم نے دیکھا ہے بھیگی پلکوں کو

آپ کیا جانیں تشنگی کیا ہے

روٹھنا اک ادا تو ہے لیکن

یہ ہمیشہ کی برہمی کیا ہے

دل کو نسبت ہے ان کے دل سے رئیسؔ

جذب الفت میں اب کمی کیا ہے

رئیس اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai

Raees Akhtar

ek dhoka hai dilkashi kya hai
hum samajhte hain dosti kya hai

aansuon ki ho aur umr daraaz
chand-taron ki raushni kya hai

husn ki ek nigah jaan-parwar
ishq ki aur zindagi kya hai

hum ne dekha hai bhigi palkon ko
aap kya jaanen tishnagi kya hai

ruThna ek ada to hai lekin
ye hamesha ki barhami kya hai

dil ko nisbat hai un ke dil se 'rais'
jazb-e-ulfat mein ab kami kya hai

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai written by Raees Akhtar at UrduPoint. Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai is one of the masterpieces written by Raees Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Raees Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raees Akhtar' above.

Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.