Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai, Urdu Ghazal By Rafiuddin Raz

Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafiuddin Raz. Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میسر دیدۂ بینا نہیں ہے

رفیع الدین راز

میسر دیدۂ بینا نہیں ہے

وگرنہ آئنے میں کیا نہیں ہے

جسے سوچا اسے چاہا نہیں ہے

جسے چاہا اسے سوچا نہیں ہے

ہر اک شے قید ہے وحدت میں اپنی

ہمارا عکس بھی ہم سا نہیں ہے

اکائی بخش دیتا ہے بدن کو

اندھیرا روشنی جیسا نہیں ہے

اسے ادراک دوعالم نہ ہوگا

اگر شائستۂ دنیا نہیں ہے

سرابوں کا سفر ہے رازؔ اب تک

تسلسل خواب کا ٹوٹا نہیں ہے

رفیع الدین راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai

Rafiuddin Raz

mayassar dida-e-bina nahin hai
wagarna aaine mein kya nahin hai

jise socha use chaha nahin hai
jise chaha use socha nahin hai

har ek shai qaid hai wahdat mein apni
hamara aks bhi hum sa nahin hai

ikai baKHsh deta hai badan ko
andhera raushni jaisa nahin hai

use idrak-e-do-alam na hoga
agar shaista-e-duniya nahin hai

sarabon ka safar hai 'raaz' ab tak
tasalsul KHwab ka TuTa nahin hai

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai written by Rafiuddin Raz at UrduPoint. Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai is one of the masterpieces written by Rafiuddin Raz. You can also find the complete poetry collection of Rafiuddin Raz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafiuddin Raz' above.

Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mayassar Dida-e-bina Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.