Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun, Urdu Ghazal By Rafiuddin Raz

Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafiuddin Raz. Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر نفس حالت سفر میں ہوں

رفیع الدین راز

ہر نفس حالت سفر میں ہوں

اور بظاہر میں اپنے گھر میں ہوں

عکس میرا بھی آئنے میں ہے

میں بھی اک چشم معتبر میں ہوں

گیلی مٹی کی طرح میں شاید

آج بھی دست کوزہ گر میں ہوں

ایسا لگتا ہے جیسے مدت سے

زندگی میں تری نظر میں ہوں

دشت میں بو رہا ہوں شاخ گل

آج تک خواب کے اثر میں ہوں

ہیچ لگتی ہے رازؔ ہر وسعت

جانے کس زعم بال و پر میں ہوں

رفیع الدین راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun

Rafiuddin Raz

har-nafas haalat-e-safar mein hun
aur ba-zahir main apne ghar mein hun

aks mera bhi aaine mein hai
main bhi ek chashm-e-mo'atabar mein hun

gili miTTi ki tarah main shayad
aaj bhi dast-e-kuza-gar mein hun

aisa lagta hai jaise muddat se
zindagi main teri nazar mein hun

dasht mein bo raha hun shaKH-e-gul
aaj tak KHwab ke asar mein hun

hech lagti hai 'raaz' har wusat
jaane kis zoam-e-baal-o-par mein hun

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun written by Rafiuddin Raz at UrduPoint. Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun is one of the masterpieces written by Rafiuddin Raz. You can also find the complete poetry collection of Rafiuddin Raz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafiuddin Raz' above.

Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har-nafas Haalat-e-safar Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.