Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha, Urdu Ghazal By Raghunandan Sharma Danish

Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghunandan Sharma Danish. Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے خیال میں جب ذہن مبتلا نہیں تھا

رگھونندن شرما دانش

ترے خیال میں جب ذہن مبتلا نہیں تھا

میں سوچتا تھا مگر ایسا سوچتا نہیں تھا

سدا لگاتے رہے تجھ کو ڈوبنے والے

کوئی بھی تیرے سوا ان کے پاس تھا نہیں تھا

ذرا تو سوچ کہ ان بام و در پے کیا گزری

سیاہ رات تھی گھر میں کوئی دیا نہیں تھا

میں اپنے آپ سے باہر نکل کے کیا کرتا

کوئی بھی شہر میں میرے مزاج کا نہیں تھا

سفینہ اس لئے غرقاب ہو گیا دانشؔ

تھا جس کے ہاتھ میں چپو وہ ناخدا نہیں تھا

رگھونندن شرما دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha

Raghunandan Sharma Danish

tere KHayal mein jab zehn mubtala nahin tha
main sochta tha magar aisa sochta nahin tha

sada lagate rahe tujh ko Dubne wale
koi bhi tere siwa un ke pas tha nahin tha

zara tu soch ki un baam-o-dar pe kya guzri
siyah raat thi ghar mein koi diya nahin tha

main apne aap se bahar nikal ke kya karta
koi bhi shahar mein mere mizaj ka nahin tha

safina is liye gharqab ho gaya 'danish'
tha jis ke hath mein chappu wo naKHuda nahin tha

(610) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha written by Raghunandan Sharma Danish at UrduPoint. Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha is one of the masterpieces written by Raghunandan Sharma Danish. You can also find the complete poetry collection of Raghunandan Sharma Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghunandan Sharma Danish' above.

Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.