Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe, Urdu Ghazal By Ramesh Kanwal

Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ramesh Kanwal. Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنوں کے درمیان سلامت نہیں رہے

رمیش کنول

اپنوں کے درمیان سلامت نہیں رہے

دیوار و در مکان سلامت نہیں رہے

نفرت کی گرد جمع نگاہوں میں رہ گئی

الفت کے قدردان سلامت نہیں رہے

روشن ہیں آرزو کے بہت زخم آج بھی

زخموں کے کچھ نشان سلامت نہیں رہے

ایسا نہیں کہ صرف یقیں در بدر ہوا

دل کے کئی گمان سلامت نہیں رہے

محفوظ بام و در ہیں صداقت کے آج بھی

دھوکے کے پاندان سلامت نہیں رہے

اپنوں سے اپنے لہجے میں باتوں کا ہے کمال

کچھ شخص بد زبان سلامت نہیں رہے

وہ لوگ بے ادب تھے کنولؔ بے خلوص تھے

ہم جیسے بے زبان سلامت نہیں رہے

رمیش کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe

Ramesh Kanwal

apnon ke darmiyan salamat nahin rahe
diwar-o-dar makan salamat nahin rahe

nafrat ki gard jama nigahon mein rah gai
ulfat ke qadr-dan salamat nahin rahe

raushan hain aarzu ke bahut zaKHm aaj bhi
zaKHmon ke kuchh nishan salamat nahin rahe

aisa nahin ki sirf yaqin dar-ba-dar hua
dil ke kai guman salamat nahin rahe

mahfuz baam-o-dar hain sadaqat ke aaj bhi
dhoke ke pandan salamat nahin rahe

apnon se apne lahje mein baaton ka hai kamal
kuchh shaKHs bad-zaban salamat nahin rahe

wo log be-adab the 'kanwal' be-KHulus the
hum jaise be-zaban salamat nahin rahe

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe written by Ramesh Kanwal at UrduPoint. Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe is one of the masterpieces written by Ramesh Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Ramesh Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ramesh Kanwal' above.

Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.