Apni Qismat Aazmane Shahr Mein, Urdu Ghazal By Raqeeb Anjum

Apni Qismat Aazmane Shahr Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raqeeb Anjum. Apni Qismat Aazmane Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Qismat Aazmane Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی قسمت آزمانے شہر میں

رقیب انجم

اپنی قسمت آزمانے شہر میں

آتے رہتے ہیں دوانے شہر میں

ہیں نشانے پر ترے پاگل ہوا

اور کتنے آشیانے شہر میں

خانۂ دل کو سجانے کے لئے

کیا نہیں میرے سہانے شہر میں

آج بھی ہے منفرد اپنا مقام

آج بھی ہیں جانے مانے شہر میں

ایسے ہیں جیسے ہواؤں میں دیے

ہم غریبوں کے ٹھکانے شہر میں

اور کچھ انجمؔ بھلے ہی ہو نہ ہو

زندگی تو ہے پرانے شہر میں

رقیب انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Qismat Aazmane Shahr Mein

Raqeeb Anjum

apni qismat aazmane shahr mein
aate rahte hain diwane shahar mein

hain nishane par tere pagal hawa
aur kitne aashiyane shahr mein

KHana-e-dil ko sajaane ke liye
kya nahin mere suhane shahr mein

aaj bhi hai munfarid apna maqam
aaj bhi hain jaane-mane shahr mein

aise hain jaise hawaon mein diye
hum gharibon ke Thikane shahar mein

aur kuchh 'anjum' bhale hi ho na ho
zindagi to hai purane shahr mein

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Qismat Aazmane Shahr Mein written by Raqeeb Anjum at UrduPoint. Apni Qismat Aazmane Shahr Mein is one of the masterpieces written by Raqeeb Anjum. You can also find the complete poetry collection of Raqeeb Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raqeeb Anjum' above.

Apni Qismat Aazmane Shahr Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Qismat Aazmane Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.