Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar, Urdu Ghazal By Rasheed Nisar

Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasheed Nisar. Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذات کے کمرے میں بیٹھا ہوں میں کھڑکی کھول کر

رشید نثار

ذات کے کمرے میں بیٹھا ہوں میں کھڑکی کھول کر

خود کو میں بہلا رہا ہوں اپنے منہ سے بول کر

صرف ہونٹوں کا تبسم زیست کا گلزار ہے

اب نہ دنیا کو دکھا اشکوں کے موتی رول کر

لفظ کی نازک صدا پر زندگی کا بوجھ ہے

بات بھی دنیا خریدے اس جہاں میں تول کر

اک جگہ ٹھہرے ہوئے ہیں سب پرانے واسطے

اپنی سوچوں کے مطابق زیست کا ماحول کر

راستہ تاریک جینے کی ضیا باریک ہے

رہ نہ جائیں چلتے چلتے تیرے پاؤں ڈول کر

رشید نثار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar

Rasheed Nisar

zat ke kamre mein baiTha hun main khiDki khol kar
KHud ko main bahla raha hun apne munh se bol kar

sirf honTon ka tabassum zist ka gulzar hai
ab na duniya ko dikha ashkon ke moti rol kar

lafz ki nazuk sada par zindagi ka bojh hai
baat bhi duniya KHaride is jahan mein tol kar

ek jagah Thahre hue hain sab purane waste
apni sochon ke mutabiq zist ka mahaul kar

rasta tarik jine ki ziya barik hai
rah na jaen chalte chalte tere panw Dol kar

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar written by Rasheed Nisar at UrduPoint. Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar is one of the masterpieces written by Rasheed Nisar. You can also find the complete poetry collection of Rasheed Nisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheed Nisar' above.

Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zat Ke Kamre Mein BaiTha Hun Main KhiDki Khol Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.