Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho, Urdu Ghazal By Rasheed Rampuri

Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasheed Rampuri. Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کو لحد اور مرگ کا ڈر ہو

رشید رامپوری

کس کو لحد اور مرگ کا ڈر ہو

گھر کا سا آرام اگر ہو

وہ ہو اور عدو کا گھر ہو

رو رو کر کس طرح سحر ہو

حال مرا اس طرح دگر ہو

آہ ادھر ہو واہ ادھر ہو

ہر دم ہو احساس الم کا

دل سا ہمارا حال اگر ہو

موم کا سا احوال ہو دل کا

اس کو اگر اللہ کا ڈر ہو

اس کا دل اور درد عدو کا

کس کا دل اور کس کا گھر ہو

ہوگا ہر دم درد کا صدمہ

دل گو لاکھ آرام کا گھر ہو

رشید رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho

Rasheed Rampuri

kis ko lahad aur marg ka Dar ho
ghar ka sa aaram agar ho

wo ho aur adu ka ghar ho
ro ro kar kis tarah sahar ho

haal mera is tarah digar ho
aah idhar ho wah udhar ho

har dam ho ehsas alam ka
dil sa hamara haal agar ho

mom ka sa ahwal ho dil ka
us ko agar allah ka Dar ho

us ka dil aur dard adu ka
kis ka dil aur kis ka ghar ho

hoga har dam dard ka sadma
dil go lakh aaram ka ghar ho

(374) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho written by Rasheed Rampuri at UrduPoint. Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho is one of the masterpieces written by Rasheed Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Rasheed Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheed Rampuri' above.

Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ko Lahad Aur Marg Ka Dar Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.