Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum, Urdu Ghazal By Rasheed Rampuri

Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasheed Rampuri. Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہیں بے نیاز خلق ترا در ہے اور ہم

رشید رامپوری

ہیں بے نیاز خلق ترا در ہے اور ہم

تیری گلی ہے خاک کا بستر ہے اور ہم

سجدوں سے رات دن کے ہے توہین بندگی

سر توڑنے کے واسطے پتھر ہے اور ہم

اس خوف سے کہ پاؤں نہ کھل جائے غیر کا

دن رات کوئے یار کا چکر ہے اور ہم

کیسا خلوص کس کی محبت کہاں کا عشق

محشر میں دامن بت خودسر ہے اور ہم

گو حرف حرف ڈال دیا ان کے کان میں

آگے رشیدؔ اپنا مقدر ہے اور ہم

رشید رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum

Rasheed Rampuri

hain be-niyaz-e-KHalq tera dar hai aur hum
teri gali hai KHak ka bistar hai aur hum

sajdon se raat din ke hai tauhin-e-bandagi
sar toDne ke waste patthar hai aur hum

is KHauf se ki panw na khul jae ghair ka
din raat ku-e-yar ka chakkar hai aur hum

kaisa KHulus kis ki mohabbat kahan ka ishq
mahshar mein daman-e-but-e-KHud-sar hai aur hum

go harf harf Dal diya un ke kan mein
aage 'rashid' apna muqaddar hai aur hum

(359) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum written by Rasheed Rampuri at UrduPoint. Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum is one of the masterpieces written by Rasheed Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Rasheed Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheed Rampuri' above.

Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hain Be-niyaz-e-KHalq Tera Dar Hai Aur Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.