Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati, Urdu Ghazal By Rashid Imam

Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Imam. Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھما پھرا کے ہماری نظر وہیں آتی

راشد امام

گھما پھرا کے ہماری نظر وہیں آتی

ہر آسمان گزرنے پہ پھر زمیں آتی

نماز نیند سے بہتر ہے پر مرے مالک

ترے وہ لوگ جنہیں نیند ہی نہیں آتی

ہماری پشت پہ لادے ہوئے گناہوں سے

عجب تناؤ میں تیری طرف جبیں آتی

ہماری گونج لپیٹی ہے ان پہاڑوں میں

تمہاری یاد پلٹتے ہوئے یہیں آتی

یہ ہل کے بیل مسافت نہیں گنا کرتے

ہمارے کاج میں فرصت کبھی نہیں آتی

ہم اپنی ذات کے اندر چلے گئے راشدؔ

تمہارے قرب کی مستی بھی اب نہیں آتی

راشد امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati

Rashid Imam

ghuma phira ke hamari nazar wahin aati
har aasman guzarne pe phir zamin aati

namaz nind se behtar hai par mere malik
tere wo log jinhen nind hi nahin aati

hamari pusht pe lade hue gunahon se
ajab tanaw mein teri taraf jabin aati

hamari gunj lapeTi hai in pahaDon mein
tumhaari yaad palaTte hue yahin aati

ye hal ke bail masafat nahin gina karte
hamare kaj mein fursat kabhi nahin aati

hum apni zat ke andar chale gae 'rashid'
tumhaare qurb ki masti bhi ab nahin aati

(410) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati written by Rashid Imam at UrduPoint. Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati is one of the masterpieces written by Rashid Imam. You can also find the complete poetry collection of Rashid Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Imam' above.

Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghuma Phira Ke Hamari Nazar Wahin Aati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.