Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin, Urdu Ghazal By Rashid Imam

Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Imam. Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب پرندوں میں ڈر ہے خون نہیں

راشد امام

اب پرندوں میں ڈر ہے خون نہیں

اے خدا رحم شبھ شگون نہیں

ہم پتنگوں کا اپنا رونا ہے

روشنی ہے مگر سکون نہیں

سانس کیا موت ہی نہیں جن کو

خون ہی کیا جسے جنون نہیں

برف جمنے لگی لحافوں پر

اور میسر ہمیں وہ جون نہیں

ہم تخیل کی فاقہ کش بھیڑیں

ماس زندہ بچا ہے اون نہیں

آدمی کرب کے کھلونے ہیں

یہ ہنسی والے کارٹون نہیں

اس میں خطرے کی کوئی بات نہیں

آسماں کے اگر ستون نہیں

راشد امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin

Rashid Imam

ab parindon mein Dar hai KHun nahin
ai KHuda rahm shubh shugun nahin

hum patangon ka apna rona hai
raushni hai magar sukun nahin

sans kya maut hi nahin jin ko
KHun hi kiya jise junun nahin

barf jamne lagi lihafon par
aur mayassar hamein wo june nahin

hum taKHayyul ki faqa-kash bheDen
mas zinda bacha hai un nahin

aadmi karb ke khilaune hain
ye hansi wale cartoon nahin

is mein KHatre ki koi baat nahin
aasman ke agar sutun nahin

(510) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin written by Rashid Imam at UrduPoint. Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin is one of the masterpieces written by Rashid Imam. You can also find the complete poetry collection of Rashid Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Imam' above.

Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Parindon Mein Dar Hai KHun Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.