Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye, Urdu Ghazal By Rashmi Saba

Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashmi Saba. Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد بیتاب ہے الفاظ میں ڈھلنے کے لئے

رشمی صبا

درد بیتاب ہے الفاظ میں ڈھلنے کے لئے

راستہ چاہیے سب کو ہی نکلنے کے لئے

ختم ہو جاتا ہے سب کچھ کبھی اک لمحے میں

اور اک لمحہ ہی کافی ہے سنبھلنے کے لئے

ایسی بارش کی زمیں غرق ہوئی جاتی ہے

ابر کچھ وقت تو دے دیتا سنبھلنے کے لئے

میں دیا ہوں میری فطرت ہے اجالا کرنا

وہ سمجھتے ہیں کہ مجبور ہوں جلنے کے لئے

رات کے ساتھ جلا کرتی ہوں لمحہ لمحہ

چاند کا نور صباؔ چہرے پہ ملنے کے لئے

رشمی صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye

Rashmi Saba

dard betab hai alfaz mein Dhalne ke liye
rasta chahiye sab ko hi nikalne ke liye

KHatm ho jata hai sab kuchh kabhi ek lamhe mein
aur ek lamha hi kafi hai sambhalne ke liye

aisi barish ki zamin gharq hui jati hai
abr kuchh waqt to de deta sambhalne ke liye

main diya hun meri fitrat hai ujala karna
wo samajhte hain ki majbur hun jalne ke liye

raat ke sath jala karti hun lamha lamha
chand ka nur 'saba' chehre pe malne ke liye

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye written by Rashmi Saba at UrduPoint. Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye is one of the masterpieces written by Rashmi Saba. You can also find the complete poetry collection of Rashmi Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashmi Saba' above.

Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Betab Hai Alfaz Mein Dhalne Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.