Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya, Urdu Ghazal By Raunaq Naeem

Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raunaq Naeem. Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گماں حد نظر تک کیا تھا لیکن کیا نظر آیا

رونق نعیم

گماں حد نظر تک کیا تھا لیکن کیا نظر آیا

جدھر دریا کی موجیں تھیں ادھر صحرا نظر آیا

مجھے فرصت کہاں اپنی بصیرت سے میں یہ پوچھوں

وہ کیسا آئنہ تھا کون سا چہرہ نظر آیا

سمندر بند ہو کر رہ گیا تھا جس کی مٹھی میں

تعجب ہے وہ بازی گر سراسیمہ نظر آیا

تو کیا آب رواں سے پیاس اپنی دھل نہیں سکتی

یہ کیسا سلسلہ آخر سرابوں کا نظر آیا

چلو یہ بھی دلاسے کے لیے کچھ کم نہیں رونقؔ

مکاں جب جل گیا تب ابر کا ٹکڑا نظر آیا

رونق نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya

Raunaq Naeem

guman hadd-e-nazar tak kya tha lekin kya nazar aaya
jidhar dariya ki maujen thin udhar sahra nazar aaya

mujhe fursat kahan apni basirat se main ye puchhun
wo kaisa aaina tha kaun sa chehra nazar aaya

samundar band ho kar rah gaya tha jis ki muTThi mein
tajjub hai wo bazigar sarasima nazar aaya

to kya aab-e-rawan se pyas apni dhul nahin sakti
ye kaisa silsila aaKHir sarabon ka nazar aaya

chalo ye bhi dilase ke liye kuchh kam nahin 'raunaq'
makan jab jal gaya tab abr ka TukDa nazar aaya

(518) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya written by Raunaq Naeem at UrduPoint. Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya is one of the masterpieces written by Raunaq Naeem. You can also find the complete poetry collection of Raunaq Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raunaq Naeem' above.

Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guman Hadd-e-nazar Tak Kya Tha Lekin Kya Nazar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.