Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen, Urdu Ghazal By Raunaq Tonkvi

Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raunaq Tonkvi. Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عالم میں نہ کچھ کثرت انوار کو دیکھیں

رونق ٹونکوی

عالم میں نہ کچھ کثرت انوار کو دیکھیں

پردہ میں نظر باز رخ یار کو دیکھیں

حیرت سے مرے دیکھنے کو دیکھتے ہیں کیا

دیکھیں تو وہ اپنے لب و رخسار کو دیکھیں

رہنے دیں مجھے گرم فغاں کوچے میں اپنے

اپنی بھی وہ کچھ گرمئ بازار کو دیکھیں

وہ اس سے زیادہ ہے تو یہ اس سے زیادہ

گفتار سنیں اس کی کہ رفتار کو دیکھیں

ہیں زلف و رخ اے شوخ ترے قاتل عالم

کافر ہی کو دیکھیں نہ یہ دیں دار کو دیکھیں

رونق ٹونکوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen

Raunaq Tonkvi

aalam mein na kuchh kasrat-e-anwar ko dekhen
parde mein nazar-baz ruKH-e-yar ko dekhen

hairat se mere dekhne ko dekhte hain kya
dekhen to wo apne lab o ruKHsar ko dekhen

rahne den mujhe garm-e-fughan kuche mein apne
apni bhi wo kuchh garmi-e-bazar ko dekhen

wo us se ziyaada hai to ye us se ziyaada
guftar sunen us ki ki raftar ko dekhen

hain zulf o ruKH ai shoKH tere qatil-e-alam
kafir hi ko dekhen na ye din-dar ko dekhen

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen written by Raunaq Tonkvi at UrduPoint. Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen is one of the masterpieces written by Raunaq Tonkvi. You can also find the complete poetry collection of Raunaq Tonkvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raunaq Tonkvi' above.

Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aalam Mein Na Kuchh Kasrat-e-anwar Ko Dekhen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.