Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein, Urdu Ghazal By Raushan Laal Raushan

Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raushan Laal Raushan. Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اثر جب کچھ نہیں ہوتا دوا میں

روشن لال روشن

اثر جب کچھ نہیں ہوتا دوا میں

مداوا ڈھونڈتے ہیں ہم دعا میں

تمہاری یاد کی پرچھائیاں ہیں

مرے کمرے کی دھندلی سی فضا میں

فنا سے زندگی مٹتی ہے لیکن

نئی اک زندگی بھی ہے فنا ہے

کہانی سن کے اپنے ہی ستم کی

کلیجہ اس طرح نہ آپ تھامیں

بھروسہ صرف مجھ کو ہے خدا کا

مری کشتی ہے دست ناخدا میں

کلی ہنس کر بنی ہے پھول روشنؔ

عجب پیغام تھا باد صبا میں

روشن لال روشن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein

Raushan Laal Raushan

asar jab kuchh nahin hota dawa mein
mudawa DhunDte hain hum dua mein

tumhaari yaad ki parchhaiyan hain
mere kamre ki dhundli si faza mein

fana se zindagi miTti hai lekin
nai ek zindagi bhi hai fana hai

kahani sun ke apne hi sitam ki
kaleja is tarah na aap thamen

bharosa sirf mujh ko hai KHuda ka
meri kashti hai dast-e-naKHuda mein

kali hans kar bani hai phul 'raushan'
ajab paigham tha baad-e-saba mein

(365) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein written by Raushan Laal Raushan at UrduPoint. Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein is one of the masterpieces written by Raushan Laal Raushan. You can also find the complete poetry collection of Raushan Laal Raushan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raushan Laal Raushan' above.

Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Asar Jab Kuchh Nahin Hota Dawa Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.