Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai, Urdu Ghazal By Raza Ashk

Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raza Ashk. Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سواد شہر میں تھوڑی سی یہ جو جنت ہے

رضا اشک

سواد شہر میں تھوڑی سی یہ جو جنت ہے

ہمارے عہد کے نمرود کی وراثت ہے

تمام ملک میں اس کی غزل کی شہرت ہے

ہمارے شہر میں اک شخص شاد و حسرت ہے

غزل غزل نہیں فن کی عظیم دولت ہے

یہ میرؔ و غالبؔ و اقبالؔ کی امانت ہے

نہ معجزہ کوئی الہام نہ رسالت ہے

یزید و شمر ہیں لاکھوں خدا کی قدرت ہے

ابھی ہے دیر ذرا دھوپ کے اترنے میں

فصیل شب سے بھی اونچی حصار ظلمت ہے

عجیب وقت ہے اب دوستوں کے چاقو کو

مرے قلم کی نہیں انگلیوں کی حسرت ہے

رضا اشک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai

Raza Ashk

sawad-e-shahr mein thoDi si ye jo jannat hai
hamare ahd ke namrud ki wirasat hai

tamam mulk mein us ki ghazal ki shohrat hai
hamare shahr mein ek shaKHs shad-o-hasrat hai

ghazal ghazal nahin fan ki azim daulat hai
ye 'mir'-o-'ghaalib'-o-'iqbaal' ki amanat hai

na moajiza koi ilham na risalat hai
yazid-o-shimr hain lakhon KHuda ki qudrat hai

abhi hai der zara dhup ke utarne mein
fasil-e-shab se bhi unchi hisar-e-zulmat hai

ajib waqt hai ab doston ke chaqu ko
mere qalam ki nahin ungliyon ki hasrat hai

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai written by Raza Ashk at UrduPoint. Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai is one of the masterpieces written by Raza Ashk. You can also find the complete poetry collection of Raza Ashk by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raza Ashk' above.

Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sawad-e-shahr Mein ThoDi Si Ye Jo Jannat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.