Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain, Urdu Ghazal By Raza Azimabadi

Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raza Azimabadi. Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بتوں کو فائدہ کیا ہے جو ہم سے جنگ کرتے ہیں

رضا عظیم آبادی

بتوں کو فائدہ کیا ہے جو ہم سے جنگ کرتے ہیں

خفا جو زندگی سے ہوں انہیں کیوں تنگ کرتے ہیں

ادھر اودھر سے پھر تیری گلی میں دل لے آتا ہے

طرف دیر و حرم کے جب کبھی آہنگ کرتے ہیں

کسی اور ہی کے گھر کو کیجیو صیاد تو تزئیں

ہم اپنے خون ہی سے اس قفس پر رنگ کرتے ہیں

بتنگ آ کر کے عالم نے گریباں چاک کر ڈالا

بتاں پھر کس لیے جامے کو اپنے تنگ کرتے ہیں

اسے تو تاب دم کی بھی نہیں جوں آئنہ خوباں

رضاؔ کی طرف سے کیوں اپنے جی کو تنگ کرتے ہیں

رضا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain

Raza Azimabadi

buton ko faeda kya hai jo hum se jang karte hain
KHafa jo zindagi se hun unhen kyun tang karte hain

idhar udhar se phir teri gali mein dil le aata hai
taraf dair o haram ke jab kabhi aahang karte hain

kisi aur hi ke ghar ko kijiyo sayyaad tu tazin
hum apne KHun hi se is qafas par rang karte hain

ba-tang aa kar ke aalam ne gareban chaak kar Dala
butan phir kis liye jame ko apne tang karte hain

use to tab dam ki bhi nahin jun aaina KHuban
'raza' ki tarf se kyun apne ji ko tang karte hain

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain written by Raza Azimabadi at UrduPoint. Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain is one of the masterpieces written by Raza Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Raza Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raza Azimabadi' above.

Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Buton Ko Faeda Kya Hai Jo Humse Jang Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.