Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen, Urdu Ghazal By Raziq Ansari

Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raziq Ansari. Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ اور ہم سلام بھی نہ کریں

رازق انصاری

آپ اور ہم سلام بھی نہ کریں

نفرتیں اتنی عام بھی نہ کریں

کچھ نہ بولیں ترے خلاف مگر

خود سے کیا اب کلام بھی نہ کریں

کر نہیں پائیں گر حفاظت آپ

قتل کا انتظام بھی نہ کریں

کچھ نہ کچھ ہم سے کام ہے ورنہ

آپ یوں تو سلام بھی نہ کریں

لوگ ہمدردیاں جتانے لگیں

درد کو اتنا عام بھی نہ کریں

صرف الجھے رہیں سیاست میں

لوگ کیا کام وام بھی نہ کریں

رازق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen

Raziq Ansari

aap aur hum salam bhi na karen
nafraten itni aam bhi na karen
kuchh na bolen tere KHilaf magar
KHud se kya ab kalam bhi na karen

kar nahin paen gar hifazat aap
qatl ka intizam bhi na karen

kuchh na kuchh hum se kaam hai warna
aap yun to salam bhi na karen

log hamdardiyan jatane lagen
dard ko itna aam bhi na karen

sirf uljhe rahen siyasat mein
log kya kaam-wam bhi na karen

(530) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen written by Raziq Ansari at UrduPoint. Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen is one of the masterpieces written by Raziq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Raziq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raziq Ansari' above.

Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.