Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se, Urdu Ghazal By Raziq Ansari

Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raziq Ansari. Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھلے میں چھوڑ رکھا ہے مگر سلیقہ سے

رازق انصاری

کھلے میں چھوڑ رکھا ہے مگر سلیقہ سے

بندھے ہوئے ہیں پرندوں کے پر سلیقہ سے

ہمیں پہ فرض نہیں صرف حق پڑوسی کا

تمہیں بھی چاہئے رہنا ادھر سلیقہ سے

کبھی سے حالت بیمار دل سنبھل جاتی

علاج کرتے اگر چارہ گر سلیقہ سے

ہمارے چاہنے والے بہت ہی نازک ہیں

ہماری موت کی دینا خبر سلیقہ سے

بہت سی مشکلیں حائل ہیں راہ میں لیکن

تمام عمر کیا ہے سفر سلیقہ سے

رازق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se

Raziq Ansari

khule mein chhoD rakha hai magar saliqe se
bandhe hue hain parindon ke par saliqe se

hamin pe farz nahin sirf haq paDosi ka
tumhein bhi chahiye rahna udhar saliqe se

kabhi se haalat-e-bimar-e-dil sambhal jati
ilaj karte agar chaara-gar saliqe se

hamare chahne wale bahut hi nazuk hain
hamari maut ki dena KHabar saliqe se

bahut si mushkilen hael hain rah mein lekin
tamam umr kiya hai safar saliqe se

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se written by Raziq Ansari at UrduPoint. Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se is one of the masterpieces written by Raziq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Raziq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raziq Ansari' above.

Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khule Mein ChhoD Rakha Hai Magar Saliqe Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.