Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain, Urdu Ghazal By Raziq Ansari

Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raziq Ansari. Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چلو چل کر وہیں پر بیٹھتے ہیں

رازق انصاری

چلو چل کر وہیں پر بیٹھتے ہیں

جہاں پر سب برابر بیٹھتے ہیں

نہ جانے کیوں گھٹن سی ہو رہی ہے

بدن سے چل کے باہر بیٹھتے ہیں

ہماری ہار کا اعلان ہوگا

اگر ہم لوگ تھک کر بیٹھتے ہیں

تمہارے ساتھ میں گزرے ہوئے پل

ہمارے ساتھ شب بھر بیٹھتے ہیں

بتاؤ کس لئے ہیں نرم صوفے

قلندر تو زمیں پر بیٹھتے ہیں

تمہاری بے حسی بتلا رہی ہے

ہمارے ساتھ پتھر بیٹھتے ہیں

رازق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain

Raziq Ansari

chalo chal kar wahin par baiThte hain
jahan par sab barabar baiThte hain

na jaane kyun ghuTan si ho rahi hai
badan se chal ke bahar baiThte hain

hamari haar ka elan hoga
agar hum log thak kar baiThte hain

tumhaare sath mein guzre hue pal
hamare sath shab bhar baiThte hain

batao kis liye hain narm sofe
qalandar to zamin par baiThte hain

tumhaari be-hisi batla rahi hai
hamare sath patthar baiThte hain

(450) ووٹ وصول ہوئے

You can read Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain written by Raziq Ansari at UrduPoint. Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain is one of the masterpieces written by Raziq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Raziq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raziq Ansari' above.

Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chalo Chal Kar Wahin Par BaiThte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.