Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye, Urdu Ghazal By Rifat Al Husaini

Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Al Husaini. Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں ہیں دیر و حرم صاحب نظر کے لئے

رفعت الحسینی

نہیں ہیں دیر و حرم صاحب نظر کے لئے

مچل رہی ہے جبیں تیرے سنگ در کے لئے

ہمارے پاؤں کے بوسے لئے ستاروں نے

تمہاری راہ میں نکلے جو ہم سفر کے لئے

یہ کیسی انجمن ناز ہے کہ دیوانے

ترس رہے ہیں قرار دل و نظر کے لئے

صبا یہ کوچۂ جاناں میں جا کے کہہ دینا

ذرا سی خاک ملے سرمۂ نظر کے لئے

کسی کا سوز محبت فزوں رہے یا رب

یہ اک چراغ ہی کافی ہے اپنے گھر کے لئے

خوشا نصیب کہ وقف جنوں ہوا رفعتؔ

نہیں ہے سر مرا اے دوست در بدر کے لئے

رفعت الحسینی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye

Rifat Al Husaini

nahin hain dair-o-haram sahib-e-nazar ke liye
machal rahi hai jabin tere sang-e-dar ke liye

hamare panw ke bose liye sitaron ne
tumhaari rah mein nikle jo hum safar ke liye

ye kaisi anjuman-e-naz hai ki diwane
taras rahe hain qarar-e-dil-o-nazar ke liye

saba ye kucha-e-jaanan mein ja ke kah dena
zara si KHak mile surma-e-nazar ke liye

kisi ka soz-e-mohabbat fuzun rahe yarab
ye ek charagh hi kafi hai apne ghar ke liye

KHusha-nasib ki waqf-e-junun hua 'rifat'
nahin hai sar mera ai dost dar-ba-dar ke liye

(275) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye written by Rifat Al Husaini at UrduPoint. Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye is one of the masterpieces written by Rifat Al Husaini. You can also find the complete poetry collection of Rifat Al Husaini by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Al Husaini' above.

Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Hain Dair-o-haram Sahib-e-nazar Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.