Koi Pahra Laga Nahin Hota, Urdu Ghazal By Rifat Shameem

Koi Pahra Laga Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Shameem. Koi Pahra Laga Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Pahra Laga Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی پہرہ لگا نہیں ہوتا

رفعت شمیم

کوئی پہرہ لگا نہیں ہوتا

میں ہی پھر بھی رہا نہیں ہوتا

خون دل کا ہوا تو یہ جانا

نقش کیوں دیر پا نہیں ہوتا

وقت کیوں ہے غبار آنکھوں میں

عکس بھی آشنا نہیں ہوتا

کچھ تو دل سے کہا ہے آنکھوں نے

زخم دل کیا ہرا نہیں ہوتا

پھر اسے ہی تلاش کرتا ہوں

جس کا کوئی پتا نہیں ہوتا

جو بھی اپنی زباں سے دیتا وہ

ذائقہ بد مزا نہیں ہوتا

رفعت شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Pahra Laga Nahin Hota

Rifat Shameem

koi pahra laga nahin hota
main hi phir bhi raha nahin hota

KHun dil ka hua to ye jaana
naqsh kyun der-pa nahin hota

waqt kyun hai ghubar aankhon mein
aks bhi aashna nahin hota

kuchh to dil se kaha hai aankhon ne
zaKHm-e-dil kya hara nahin hota

phir use hi talash karta hun
jis ka koi pata nahin hota

jo bhi apni zaban se deta wo
zaiqa bad-maza nahin hota

(463) ووٹ وصول ہوئے

You can read Koi Pahra Laga Nahin Hota written by Rifat Shameem at UrduPoint. Koi Pahra Laga Nahin Hota is one of the masterpieces written by Rifat Shameem. You can also find the complete poetry collection of Rifat Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Shameem' above.

Koi Pahra Laga Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Pahra Laga Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.