Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta, Urdu Ghazal By Rifat Shameem

Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Shameem. Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

در کسی کا کھلا نہیں لگتا

رفعت شمیم

در کسی کا کھلا نہیں لگتا

شہر یہ آشنا نہیں لگتا

غم ہے فکر معاش میں ایسا

آدمی کا پتا نہیں لگتا

دوست جب سے ہوئے ہمارے تم

کوئی دشمن برا نہیں لگتا

یوں تو ملتے ہیں ٹوٹ کر لیکن

ربط وہ دیر پا نہیں لگتا

وعدہ حوروں کا بعد مرنے کے

بندگی کا صلا نہیں لگتا

رفعت شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta

Rifat Shameem

dar kisi ka khula nahin lagta
shahr ye aashna nahin lagta

gham hai fikr-e-maash mein aisa
aadmi ka pata nahin lagta

dost jab se hue hamare tum
koi dushman bura nahin lagta

yun to milte hain TuT kar lekin
rabt wo der-pa nahin lagta

wada huron ka baad marne ke
bandagi ka sila nahin lagta

(454) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta written by Rifat Shameem at UrduPoint. Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta is one of the masterpieces written by Rifat Shameem. You can also find the complete poetry collection of Rifat Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Shameem' above.

Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.