Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain, Urdu Ghazal By Riyaz Khairabadi

Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyaz Khairabadi. Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو دیکھا تو ہنس کے کہتے ہیں

ریاضؔ خیرآبادی

مجھ کو دیکھا تو ہنس کے کہتے ہیں

اشک اب بے سبب بھی بہتے ہیں

ان کے کوچے میں خوش وہ رہتے ہیں

ہر طرح کے جو رنج سہتے ہیں

جن کے دل میں ہے درد دنیا کا

وہی دنیا میں زندہ رہتے ہیں

مے کدہ کیوں ہے قبلۂ حاجات

وہ مجھے بےوقوف کہتے ہیں

جو مٹاتے ہیں خود کو جیتے جی

وہی مر کر بھی زندہ رہتے ہیں

دیجئے کیوں ریاضؔ کو تکلیف

شعر سنتے ہیں وہ نہ کہتے ہیں

ریاضؔ خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain

Riyaz Khairabadi

mujh ko dekha to hans ke kahte hain
ashk ab be-sabab bhi bahte hain

un ke kuche mein KHush wo rahte hain
har tarah ke jo ranj sahte hain

jin ke dil mein hai dard duniya ka
wahi duniya mein zinda rahte hain

mai-kada kyun hai qibla-e-hajat
wo mujhe bewaquf kahte hain

jo miTate hain KHud ko jite ji
wahi mar kar bhi zinda rahte hain

dijiye kyun 'riyaz' ko taklif
sher sunte hain wo na kahte hain

(246) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain written by Riyaz Khairabadi at UrduPoint. Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain is one of the masterpieces written by Riyaz Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Khairabadi' above.

Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Dekha To Hans Ke Kahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.