Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi, Urdu Ghazal By Rizwan Haider

Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rizwan Haider. Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اداسیوں کا سمندر ہے تشنہ لب اب بھی

رضوان حیدر

اداسیوں کا سمندر ہے تشنہ لب اب بھی

خموشی کل بھی مرے گھر میں تھی عجب اب بھی

اسے تو پا لیا میں نے بڑے وثوق کے ساتھ

پریشاں کرتی ہے پھر کون سی طلب اب بھی

چلو یہ مان لیا ہے قریب شہ رگ سے

سمجھ میں آتا نہیں ہے مجھے تو رب اب بھی

سلام کرنے لگا ہوں میں آتے جاتے اسے

جواب ہی نہیں دیتا وہ بے ادب اب بھی

کہ اب تو وصل ہے یہ ہجر بھی نہیں لیکن

چلی ہی آتی ہے اکثر اداس شب اب بھی

رضوان حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi

Rizwan Haider

udasiyon ka samundar hai tishna-lab ab bhi
KHamoshi kal bhi mere ghar mein thi ajab ab bhi

use to pa liya main ne baDe wasuq ke sath
pareshan karti hai phir kaun si talab ab bhi

chalo ye man liya hai qarib shah-rag se
samajh mein aata nahin hai mujhe to rab ab bhi

salam karne laga hun main aate-jate use
jawab hi nahin deta wo be-adab ab bhi

ki ab to wasl hai ye hijr bhi nahin lekin
chali hi aati hai aksar udas shab ab bhi

(617) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi written by Rizwan Haider at UrduPoint. Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi is one of the masterpieces written by Rizwan Haider. You can also find the complete poetry collection of Rizwan Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwan Haider' above.

Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-lab Ab Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.