ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa, Urdu Ghazal By Rizwan Haider

ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rizwan Haider. ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھوڑ دے خواب میں اب خواب کی تعبیر میں آ

رضوان حیدر

چھوڑ دے خواب میں اب خواب کی تعبیر میں آ

میرے محبوب سخن آ مری تحریر میں آ

آ میں سمجھاؤں تجھے قاتل و مقتول میں فرق

اے مرے دوست کبھی وادئ کشمیر میں آ

میرا دل کہتا ہے مقتل سے نکل جانے کو

اور حالات یہ کہتے ہیں زد تیر میں آ

کب تلک تنہا لٹکتا رہوں دیوار پہ میں

ساتھ دینے کو مرا تو میری تصویر میں آ

ایسے انداز اذیت تجھے ہوگا بھی نہیں

تو مرے ساتھ قفس میں مری زنجیر میں آ

رضوان حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa

Rizwan Haider

chhoD de KHwab mein ab KHwab ki tabir mein aa
mere mahbub-e-suKHan aa meri tahrir mein aa

aa main samjhaun tujhe qatil-o-maqtul mein farq
ai mere dost kabhi wadi-e-kashmir mein aa

mera dil kahta hai maqtal se nikal jaane ko
aur haalat ye kahte hain zad-e-tir mein aa

kab talak tanha laTakta rahun diwar pe main
sath dene ko mera tu meri taswir mein aa

aise andaz-e-aziyyat tujhe hoga bhi nahin
tu mere sath qafas mein meri zanjir mein aa

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa written by Rizwan Haider at UrduPoint. ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa is one of the masterpieces written by Rizwan Haider. You can also find the complete poetry collection of Rizwan Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwan Haider' above.

ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChhoD De KHwab Mein Ab KHwab Ki Tabir Mein Aa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.