Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah, Urdu Ghazal By Saba Ikram

Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Ikram. Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کے دشت میں چونکے ہوئے آہو کی طرح

صبا اکرام

وقت کے دشت میں چونکے ہوئے آہو کی طرح

ہم پریشان ازل سے رہے خوشبو کی طرح

بند دروازوں کے اندر جو ہوئی تھی اک بات

شہر میں پھیل گئی پھول کی خوشبو کی طرح

شب کی تنہائی میں نغمہ سا بکھر جاتا ہے

سوکھے پتوں میں اک آواز ہے گھنگھرو کی طرح

اک حسیں جسم کو آغوش میں بھرنے کے لئے

آرزو پھیلی ہوئی ہے کسی بازو کی طرح

ہجر کا درد کئی صدیوں سے بیٹھا ہے صباؔ

دل کے پیپل کی گھنی چھاؤں میں سادھو کی طرح

صبا اکرام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah

Saba Ikram

waqt ke dasht mein chaunke hue aahu ki tarah
hum pareshan azal se rahe KHushbu ki tarah

band darwazon ke andar jo hui thi ek baat
shahr mein phail gai phul ki KHushbu ki tarah

shab ki tanhai mein naghma sa bikhar jata hai
sukhe patton mein ek aawaz hai ghunghru ki tarah

ek hasin jism ko aaghosh mein bharne ke liye
aarzu phaili hui hai kisi bazu ki tarah

hijr ka dard kai sadiyon se baiTha hai 'saba'
dil ke pipal ki ghani chhanw mein sadhu ki tarah

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah written by Saba Ikram at UrduPoint. Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah is one of the masterpieces written by Saba Ikram. You can also find the complete poetry collection of Saba Ikram by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Ikram' above.

Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ke Dasht Mein Chaunke Hue Aahu Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.