Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath, Urdu Ghazal By Saba Tabish

Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Tabish. Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیسے ہوں نقب کاری کے آلات مرے ہاتھ

صبا تابش

جیسے ہوں نقب کاری کے آلات مرے ہاتھ

دستک سے الجھتے رہے کل رات مرے ہاتھ

قدموں سے لپٹ جائے فرات آج بھی میرے

دجلہ کے کناروں سے کریں بات مرے ہاتھ

موسیقیٔ باراں ہو کہ ہو بات تمہاری

لکھتے ہیں بڑے شوق سے نغمات مرے ہاتھ

ہے جس کا فسوں دہر کی ہر شے میں نمایاں

اس کے بھی رقم کرتے ہیں جذبات مرے ہاتھ

کرتی رہیں عباس کا گریہ مری آنکھیں

لکھتے رہیں زینب کی فتوحات مرے ہاتھ

ہیں پاک سبھی آل نبی رجس سے تابشؔ

تطہیر سے آیا ہے یہ اثبات مرے ہاتھ

صبا تابش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath

Saba Tabish

jaise hon naqab-kari ke aalat mere hath
dastak se ulajhte rahe kal raat mere hath

qadmon se lipaT jae furaat aaj bhi mere
dajla ke kinaron se karen baat mere hath

mausiqi-e-baran ho ki ho baat tumhaari
likhte hain baDe shauq se naghmat mere hath

hai jis ka fusun dahr ki har shai mein numayan
us ke bhi raqam karte hain jazbaat mere hath

karti rahen abbas ka girya meri aankhen
likhte rahen zainab ki futuhat mere hath

hain pak sabhi aal-e-nabi rijs se 'tabish'
tathir se aaya hai ye isbaat mere hath

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath written by Saba Tabish at UrduPoint. Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath is one of the masterpieces written by Saba Tabish. You can also find the complete poetry collection of Saba Tabish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Tabish' above.

Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaise Hon Naqab-kari Ke Aalat Mere Hath, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.