Ek To Bebasi Izafi Hai, Urdu Ghazal By Saba Tabish

Ek To Bebasi Izafi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Tabish. Ek To Bebasi Izafi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek To Bebasi Izafi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک تو بے بسی اضافی ہے

صبا تابش

ایک تو بے بسی اضافی ہے

اور پھر زندگی اضافی ہے

آنکھ میں آنسوؤں نے بین کیا

یعنی میری ہنسی اضافی ہے

یہ خوشی مسکراہٹیں رونق

ان دنوں یہ سبھی اضافی ہے

یار یہ کیا کہ تیرے ہوتے ہوئے

مجھ میں تیری کمی اضافی ہے

درد اجداد سے ملا ہے کچھ

اور پھر شاعری اضافی ہے

بھول بیٹھے تجھے صباؔ احباب

تو انہیں واقعی اضافی ہے

صبا تابش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek To Bebasi Izafi Hai

Saba Tabish

ek to bebasi izafi hai
aur phir zindagi izafi hai

aankh mein aansuon ne bain kiya
yani meri hansi izafi hai

ye KHushi muskurahaTen raunaq
in dinon ye sabhi izafi hai

yar ye kya ki tere hote hue
mujh mein teri kami izafi hai

dard ajdad se mila hai kuchh
aur phir shaeri izafi hai

bhul baiThe tujhe 'saba' ahbab
tu unhen waqai izafi hai

(859) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek To Bebasi Izafi Hai written by Saba Tabish at UrduPoint. Ek To Bebasi Izafi Hai is one of the masterpieces written by Saba Tabish. You can also find the complete poetry collection of Saba Tabish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Tabish' above.

Ek To Bebasi Izafi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek To Bebasi Izafi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.