Jism Se Rahguzar Banate Hain, Urdu Ghazal By Sabahat Urooj

Jism Se Rahguzar Banate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabahat Urooj. Jism Se Rahguzar Banate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism Se Rahguzar Banate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم سے رہ گزر بناتے ہیں

صباحت عروج

جسم سے رہ گزر بناتے ہیں

آ محبت کو شر بناتے ہیں

صرف دیوار و در بناتے ہیں

اور دعویٰ ہے گھر بناتے ہیں

خود کو بار دگر بناتے ہیں

اور اب سوچ کر بناتے ہیں

آج لکڑی کے جوڑ کر تختے

ڈوب جانے کا ڈر بناتے ہیں

جن کے پاؤں وہ کاٹ لیتے ہیں

ان کے جسموں پہ سر بناتے ہیں

یہ لٹیرے ہی میرے محسن ہیں

بند گلیوں میں در بناتے ہیں

اس نے اڑنا ہے اور سمتوں میں

آئیے بال و پر بناتے ہیں

ہم نے جانا نہیں کہیں بھی تو

کیوں یہ راہ سفر بناتے ہیں

اب صباحتؔ خدا بنے ہیں وہ

اب وہ شمس و قمر بناتے ہیں

صباحت عروج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Se Rahguzar Banate Hain

Sabahat Urooj

jism se rahguzar banate hain
aa mohabbat ko shar banate hain

sirf diwar-o-dar banate hain
aur dawa hai ghar banate hain

KHud ko bar-e-digar banate hain
aur ab soch kar banate hain

aaj lakDi ke joD kar taKHte
Dub jaane ka Dar banate hain

jin ke panw wo kaT lete hain
un ke jismon pe sar banate hain

ye luTere hi mere mohsin hain
band galiyon mein dar banate hain

us ne uDna hai aur samton mein
aaiye baal-o-par banate hain

hum ne jaana nahin kahin bhi tu
kyon ye rah-e-safar banate hain

ab 'sabahat' KHuda bane hain wo
ab wo shams-o-qamar banate hain

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Se Rahguzar Banate Hain written by Sabahat Urooj at UrduPoint. Jism Se Rahguzar Banate Hain is one of the masterpieces written by Sabahat Urooj. You can also find the complete poetry collection of Sabahat Urooj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabahat Urooj' above.

Jism Se Rahguzar Banate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Se Rahguzar Banate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.