Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai, Urdu Ghazal By Sabahat Urooj

Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabahat Urooj. Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون ہے جس کا سارا دکھ ہے

صباحت عروج

کون ہے جس کا سارا دکھ ہے

دکھ بھی جس کا چارہ دکھ ہے

میٹھی باتیں کرتا ہے وہ

اور آنکھوں میں کھارا دکھ ہے

میں عورت ہوں مجھ سے ملیے

میرا مٹی گارا دکھ ہے

عشق میں دکھ ہی چارہ سمجھا

اور وجہ بیچارہ دکھ ہے

دیکھ خدا اب تیرے ہوتے

میرا صرف سہارا دکھ ہے

ایک کنارہ تم ہو یعنی

میرا ایک کنارہ دکھ ہے

ہنستے رہتے ہیں ہم دونوں

میں ہوں دکھ کا مارا دکھ ہے

صباحت عروج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai

Sabahat Urooj

kaun hai jis ka sara dukh hai
dukh bhi jis ka chaara dukh hai

miThi baaten karta hai wo
aur aankhon mein khaara dukh hai

main aurat hun mujh se maliye
mera miTTi gara dukh hai

ishq mein dukh hi chaara samjha
aur wajh bechaara dukh hai

dekh KHuda ab tere hote
mera sirf sahaara dukh hai

ek kinara tum ho yani
mera ek kinara dukh hai

hanste rahte hain hum donon
main hun dukh ka mara dukh hai

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai written by Sabahat Urooj at UrduPoint. Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai is one of the masterpieces written by Sabahat Urooj. You can also find the complete poetry collection of Sabahat Urooj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabahat Urooj' above.

Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Hai Jis Ka Sara Dukh Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.