Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main, Urdu Ghazal By Sabeen Saif

Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabeen Saif. Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک بے ہنر ہوں اور ہنر چاہتی ہوں میں

سبین سیف

اک بے ہنر ہوں اور ہنر چاہتی ہوں میں

اب دھوپ کے سفر میں شجر چاہتی ہوں میں

تنہائیوں کا خوف ہے گھیرے ہوئے مجھے

اپنی گلی سے اس کا گزر چاہتی ہوں میں

لکھا ہے اپنے نام سے اپنے پتے پہ خط

مدت کے بعد اپنی خبر چاہتی ہوں میں

یہ ٹھیک ہے کہ تم سے محبت نہیں مجھے

یہ بھی ہے ٹھیک تم کو مگر چاہتی ہوں میں

ہے کیا عجب کہ ترک تعلق کے باوجود

چہرے پہ اپنے اس کی نظر چاہتی ہوں میں

سبین سیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main

Sabeen Saif

ek be-hunar hun aur hunar chahti hun main
ab dhup ke safar mein shajar chahti hun main

tanhaiyon ka KHauf hai ghere hue mujhe
apni gali se us ka guzar chahti hun main

likkha hai apne nam se apne pate pe KHat
muddat ke baad apni KHabar chahti hun main

ye Thik hai ki tum se mohabbat nahin mujhe
ye bhi hai Thik tum ko magar chahti hun main

hai kya ajab ki tark-e-talluq ke bawajud
chehre pe apne us ki nazar chahti hun main

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main written by Sabeen Saif at UrduPoint. Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main is one of the masterpieces written by Sabeen Saif. You can also find the complete poetry collection of Sabeen Saif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabeen Saif' above.

Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Be-hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.