Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar, Urdu Ghazal By Sabihuddin Shaibi

Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabihuddin Shaibi. Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ گیا دنیا میں وہ بن کر تماشا عمر بھر

صبیح الدین شعیبی

رہ گیا دنیا میں وہ بن کر تماشا عمر بھر

جس نے اپنی زندگی کو کھیل سمجھا عمر بھر

تم امیر شہر کے گھر کو جلا کر دیکھنا

گھر میں ہو جائے گا مفلس کے اجالا عمر بھر

ایسا لگتا ہے کہ اب وہ قبر تک جائے گی ساتھ

دل کے خانوں میں نہاں تھی جو تمنا عمر بھر

قرض میری قوم وہ کیسے چکائے گی بھلا

سود خود کو بیچ کر جس کا اتار عمر بھر

جانتا ہوں مجھ کو ڈس لے گا وہ مار آستیں

جس کو اپنا خوں پلا کر میں نے پالا عمر بھر

زندگی نعمت تھی جس کو پا کے تم خوش تھے صبیحؔ

اب کہو کیا زندگی سے تم نے پایا عمر بھر

صبیح الدین شعیبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar

Sabihuddin Shaibi

rah gaya duniya mein wo ban kar tamasha umr bhar
jis ne apni zindagi ko khel samjha umr bhar

tum amir-e-shahr ke ghar ko jala kar dekhna
ghar mein ho jaega muflis ke ujala umr bhar

aisa lagta hai ki ab wo qabr tak jaegi sath
dil ke KHanon mein nihan thi jo tamanna umr bhar

qarz meri qaum wo kaise chukaegi bhala
sud KHud ko bech kar jis ka utar umr bhar

jaanta hun mujh ko Das lega wo mar-e-astin
jis ko apna KHun pila kar main ne pala umr bhar

zindagi neamat thi jis ko pa ke tum KHush the 'sabih'
ab kaho kya zindagi se tum ne paya umr bhar

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar written by Sabihuddin Shaibi at UrduPoint. Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar is one of the masterpieces written by Sabihuddin Shaibi. You can also find the complete poetry collection of Sabihuddin Shaibi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabihuddin Shaibi' above.

Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah Gaya Duniya Mein Wo Ban Kar Tamasha Umr Bhar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.