Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko, Urdu Ghazal By Sabir Aafaque

Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Aafaque. Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھائی دے تو رہی ہے بہت حسیں مجھ کو

صابر آفاق

دکھائی دے تو رہی ہے بہت حسیں مجھ کو

مگر ملائے گی مٹی میں یہ زمیں مجھ کو

انہوں نے صرف مرا ایک پہلو دیکھا ہے

جو جانتے ہیں وہ پہچانتے نہیں مجھ کو

اگر ٹھہرتا تو شاید کچل دیا جاتا

کسی نے رکنے کو آوازیں خوب دیں مجھ کو

وہ ہاتھ بھیڑ میں چھوٹا سو اس کے جیسا میں

تلاش کرتا ہوں شاید ملے یہیں مجھ کو

مری تلاش میں دنیا پڑی ہوئی ہے دوست

جو ہو سکے تو چھپا دے ذرا کہیں مجھ کو

صابر آفاق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko

Sabir Aafaque

dikhai de to rahi hai bahut hasin mujh ko
magar milaegi miTTi mein ye zamin mujh ko

unhon ne sirf mera ek pahlu dekha hai
jo jaante hain wo pahchante nahin mujh ko

agar Thaharta to shayad kuchal diya jata
kisi ne rukne ko aawazen KHub din mujh ko

wo hath bhiD mein chhuTa so us ke jaisa main
talash karta hun shayad mile yahin mujh ko

meri talash mein duniya paDi hui hai dost
jo ho sake to chhupa de zara kahin mujh ko

(420) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko written by Sabir Aafaque at UrduPoint. Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko is one of the masterpieces written by Sabir Aafaque. You can also find the complete poetry collection of Sabir Aafaque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Aafaque' above.

Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dikhai De To Rahi Hai Bahut Hasin Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.