Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai, Urdu Ghazal By Sabir Shah Sabir

Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Shah Sabir. Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برا وقت آ کر گزرتا نہیں ہے

صابر شاہ صابر

برا وقت آ کر گزرتا نہیں ہے

مسرت بھرا پل ٹھہرتا نہیں ہے

کرو خود اجالوں کے اسباب پیدا

چراغوں میں سورج اترتا نہیں ہے

سنبھالیں سبھی مرتبہ اپنا اپنا

سمندر ندی میں اترتا نہیں ہے

بزرگوں کی عزت ہے جس گھر کا شیوہ

یہ سچ ہے کہ وہ گھر بکھرتا نہیں ہے

انا پر اگر بات آ جائے صابرؔ

ہواؤں سے تنکا بھی ڈرتا نہیں ہے

صابر شاہ صابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai

Sabir Shah Sabir

bura waqt aa kar guzarta nahin hai
masarrat bhara pal Thaharta nahin hai

karo KHud ujalon ke asbab paida
charaghon mein suraj utarta nahin hai

sanbhaalen sabhi martaba apna apna
samundar nadi mein utarta nahin hai

buzurgon ki izzat hai jis ghar ka shewa
ye sach hai ki wo ghar bikharta nahin hai

ana par agar baat aa jae 'sabir'
hawaon se tinka bhi Darta nahin hai

(335) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai written by Sabir Shah Sabir at UrduPoint. Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai is one of the masterpieces written by Sabir Shah Sabir. You can also find the complete poetry collection of Sabir Shah Sabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Shah Sabir' above.

Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bura Waqt Aa Kar Guzarta Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.