Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai, Urdu Ghazal By Sadiya Safdar Saadi

Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadiya Safdar Saadi. Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہیز کم تھا بہو آگ میں اتاری ہے

سعدیہ صفدر سعدی

جہیز کم تھا بہو آگ میں اتاری ہے

ہمارے گاؤں میں اب تک یہ رسم جاری ہے

قدم اٹھاؤں گی تو خاک پر لہو ہوگا

پڑی ہے پیر جو زنجیر مجھ سے بھاری ہے

ردائے ہجر پہ جو درد کی کڑھائی کی

تمہاری یاد میں یہ پہلی دست کاری ہے

سکوت شام کا منظر ہے اور بجھی آنکھیں

اداسی حد سے بڑھی ہے تو کتنی پیاری ہے

یہ میرا دل نہیں اجڑا ہوا مکاں ہے کوئی

یہ میری آنکھ نہیں زخموں کی کیاری ہے

سعدیہ صفدر سعدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai

Sadiya Safdar Saadi

jahez kam tha bahu aag mein utari hai
hamare ganw mein ab tak ye rasm jari hai

qadam uThaungi to KHak par lahu hoga
paDi hai pair jo zanjir mujh se bhaari hai

rida-e-hijr pe jo dard ki kaDhai ki
tumhaari yaad mein ye pahli dast-kari hai

sukut-e-sham ka manzar hai aur bujhi aankhen
udasi had se baDhi hai to kitni pyari hai

ye mera dil nahin ujDa hua makan hai koi
ye meri aankh nahin zaKHmon ki kiyari hai

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai written by Sadiya Safdar Saadi at UrduPoint. Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai is one of the masterpieces written by Sadiya Safdar Saadi. You can also find the complete poetry collection of Sadiya Safdar Saadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiya Safdar Saadi' above.

Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.