Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha, Urdu Ghazal By Saeed Afsar

Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Afsar. Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آدمی ارتقا کی غار میں تھا

سعید افسر

آدمی ارتقا کی غار میں تھا

پھر خدا تھا تو کس قطار میں تھا

عقل ہی لائی اس کی چوکھٹ تک

دل کہاں اپنے اختیار میں تھا

نیکیاں راستے میں بکھری تھیں

علم تسبیح کے حصار میں تھا

جمع تفریق کے سوالوں سے

طالب علم انتشار میں تھا

راستے پر تو آ چلا تھا مگر

آدمی درجۂ غبار میں تھا

طے ہوئے فاصلے قیامت کے

ورنہ اک لمحہ کس شمار میں تھا

اس نے لایا مجھے وہاں کہ جہاں

میں خود اپنے ہی انتظار میں تھا

سعید افسر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha

Saeed Afsar

aadmi irtiqa ki ghaar mein tha
phir KHuda tha to kis qatar mein tha

aql hi lai us ki chaukhaT tak
dil kahan apne iKHtiyar mein tha

nekiyan raste mein bikhri thin
ilm tasbih ke hisar mein tha

jama tafriq ke sawalon se
talib-e-ilm intishaar mein tha

raste par to aa chala tha magar
aadmi darja-e-ghubar mein tha

tai hue fasle qayamat ke
warna ek lamha kis shumar mein tha

us ne laya mujhe wahan ki jahan
main KHud apne hi intizar mein tha

(557) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha written by Saeed Afsar at UrduPoint. Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha is one of the masterpieces written by Saeed Afsar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Afsar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Afsar' above.

Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadmi Irtiqa Ki Ghaar Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.