Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai, Urdu Ghazal By Saeed Afsar

Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Afsar. Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اندھیرے گھر کی روایات توڑ جانا ہے

سعید افسر

اندھیرے گھر کی روایات توڑ جانا ہے

ہمیں چراغ اجالے میں چھوڑ جانا ہے

نہیں ہے مصرف جان اور کچھ مگر یہ ہے

تمام عالم امکاں جھنجھوڑ جانا ہے

وہیں سے ترک تعلق کی راہ نکلی ہے

جہاں سے تم نے محبت کا موڑ جانا ہے

ہے خواہشات سے چھٹنا اتر تو یوں سمجھو

کہ بس حصار ہوا ہی تو توڑ جانا ہے

ہماری خامشی بے وجہ تو نہیں افسرؔ

اسی کو زہر تکلم کو توڑ جانا ہے

سعید افسر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai

Saeed Afsar

andhere ghar ki riwayat toD jaana hai
hamein charagh ujale mein chhoD jaana hai

nahin hai masraf-e-jaan aur kuchh magar ye hai
tamam aalam-e-imkan jhinjhoD jaana hai

wahin se tark-e-talluq ki rah nikli hai
jahan se tum ne mohabbat ka moD jaana hai

hai KHwahishat se chhuTna utar to yun samjho
ki bas hisar-e-hawa hi to toD jaana hai

hamari KHamushi be-wajh to nahin 'afsar'
isi ko zahr-e-takallum ko toD jaana hai

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai written by Saeed Afsar at UrduPoint. Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai is one of the masterpieces written by Saeed Afsar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Afsar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Afsar' above.

Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Andhere Ghar Ki Riwayat ToD Jaana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.