Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi, Urdu Ghazal By Saeed Nazar

Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Nazar. Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اچھا خاصا حساب ہوں میں بھی

سعید نظر

اچھا خاصا حساب ہوں میں بھی

دشمنی کا جواب ہوں میں بھی

میرے اندر ہے اک جہاں دیکھو

فکر و فن کی کتاب ہوں میں بھی

مجھ سے باقی ہے رونق گلشن

اک مہکتا گلاب ہوں میں بھی

ایک تو ہی نہیں زمانے میں

تجھ سا خانہ خراب ہوں میں بھی

صبح ہوتے ہی ختم ہو جائے

ایسی شبنم کا خواب ہوں میں بھی

ناقدو اک نظر ادھر بھی ہو

دور حاضر کا باب ہوں میں بھی

اک تعارف نظرؔ ہے اتنا سا

شاعر انقلاب ہوں میں بھی

سعید نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi

Saeed Nazar

achchha-KHasa hisab hun main bhi
dushmani ka jawab hun main bhi

mere andar hai ek jahan dekho
fikr-o-fan ki kitab hun main bhi

mujh se baqi hai raunaq-e-gulshan
ek mahakta gulab hun main bhi

ek tu hi nahin zamane mein
tujh sa KHana-KHarab hun main bhi

subh hote hi KHatm ho jae
aisi shabnam ka KHwab hun main bhi

naqido ek nazar idhar bhi ho
daur-e-hazir ka bab hun main bhi

ek taaruf 'nazar' hai itna sa
shaer-e-inqalab hun main bhi

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi written by Saeed Nazar at UrduPoint. Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi is one of the masterpieces written by Saeed Nazar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Nazar' above.

Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Achchha-KHasa Hisab Hun Main Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.