Ek Barahna Bolta Izhaar Hai, Urdu Ghazal By Saeed Rahi

Ek Barahna Bolta Izhaar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Rahi. Ek Barahna Bolta Izhaar Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ek Barahna Bolta Izhaar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک برہنہ بولتا اظہار ہے

سعید راہی

اک برہنہ بولتا اظہار ہے

میرا چہرہ صبح کا اخبار ہے

آگے پیچھے چل رہا ہے دم بہ دم

ایک میرا سایہ میرا یار ہے

پاؤں کے نیچے ہے شعلوں کی زمیں

اور سر پہ سوچ کی تلوار ہے

بے لباسی پیراہن پہ خندہ زن

بے حیائی ایک کاروبار ہے

کس طرف کو جائے راہیؔ آدمی

ہر قدم سرحد ہے یا دیوار ہے

سعید راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Barahna Bolta Izhaar Hai

Saeed Rahi

ek barahna bolta izhaar hai
mera chehra subh ka aKHbar hai

aage pichhe chal raha hai dam-ba-dam
ek mera saya mera yar hai

panw ke niche hai shoalon ki zamin
aur sar pe soch ki talwar hai

be-libasi pairahan pe KHanda-zan
be-hayai ek karobar hai

kis taraf ko jae 'rahi' aadmi
har qadam sarhad hai ya diwar hai

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Barahna Bolta Izhaar Hai written by Saeed Rahi at UrduPoint. Ek Barahna Bolta Izhaar Hai is one of the masterpieces written by Saeed Rahi. You can also find the complete poetry collection of Saeed Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Rahi' above.

Ek Barahna Bolta Izhaar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Barahna Bolta Izhaar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.