Ek DaraKHt Ki Dahshat, Urdu Nazam By Saeeduddin

Ek DaraKHt Ki Dahshat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Saeeduddin. Ek DaraKHt Ki Dahshat comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Ek DaraKHt Ki Dahshat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک درخت کی دہشت

سعید الدین

میں کلھاڑے سے نہیں ڈرا

نہ کبھی آرے سے

میں تو خود کلھاڑے کے پھل اور آرے کے دستے سے جڑا ہوں

میں چاہتا ہوں

کوئی آنکھ میرے بدن میں اترے

میرے دل تک پہنچے

کوئی محتاط آری

کوئی مشاق ہاتھ مجھے تراش کر

ملاحوں کے لئے کشتیاں

اور مکتب کے بچوں کے لئے تختیاں بنائے

اس سے پہلے

کہ میری جڑیں بوڑھی داڑھ کی طرح ہلنے لگیں

یا میری خشک ٹہنیاں آپس میں رگڑ کھا کر جنگل کی آگ بن جائیں

سعید الدین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek DaraKHt Ki Dahshat

Saeeduddin

main kulhaDe se nahin Dara
na kabhi aare se
main to KHud kulhaDe ke phal aur aare ke daste se juDa hun
main chahta hun
koi aankh mere badan mein utre
mere dil tak pahunche
koi mohtat aari
koi mashshaq hath mujhe tarash kar
mallahon ke liye kashtiyan
aur maktab ke bachchon ke liye taKHtiyan banae
is se pahle
ki meri jaDen buDhi daDh ki tarah hilne lagen
ya meri KHushk Tahniyan aapas mein ragaD kha kar jangal ki aag ban jaen

(266) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek DaraKHt Ki Dahshat written by Saeeduddin at UrduPoint. Ek DaraKHt Ki Dahshat is one of the masterpieces written by Saeeduddin. You can also find the complete poetry collection of Saeeduddin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeeduddin' above.

Ek DaraKHt Ki Dahshat is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek DaraKHt Ki Dahshat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.