Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملتے ہیں حسیں ہم سے مگر دل نہیں ملتا

صفدر مرزا پوری

ملتے ہیں حسیں ہم سے مگر دل نہیں ملتا

با وضع کوئی پیار کے قابل نہیں ملتا

کچھ انجمن حشر کے آداب نئے ہیں

سب ملتے ہیں وہ بانیٔ محفل نہیں ملتا

اتنا تو ہو اعجاز کے جھک جائے جبیں خود

ایسا کوئی در سجدے کے قابل نہیں ملتا

اب روز کہاں سے کوئی ان کے لئے لائے

یہ ضد بھی نئی ہے کہ نیا دل نہیں ملتا

کھوئے ہوئے بیٹھے ہیں تری بزم میں صفدرؔ

اب ڈھونڈھ رہے ہیں کہ مرا دل نہیں ملتا

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta

Safdar Mirzapuri

milte hain hasin hum se magar dil nahin milta
ba-waz' koi pyar ke qabil nahin milta

kuchh anjuman-e-hashr ke aadab nae hain
sab milte hain wo bani-e-mahfil nahin milta

itna to ho eajaz ke jhuk jae jabin KHud
aisa koi dar sajde ke qabil nahin milta

ab roz kahan se koi un ke liye lae
ye zid bhi nai hai ki naya dil nahin milta

khoe hue baiThe hain teri bazm mein 'safdar'
ab DhunDh rahe hain ki mera dil nahin milta

(375) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Milte Hain Hasin Humse Magar Dil Nahin Milta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.