Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ضرور بام پر آئے وہ بے نقاب کہیں

صفدر مرزا پوری

ضرور بام پر آئے وہ بے نقاب کہیں

نظر مجھے نہیں آتا ہے آفتاب کہیں

وہاں پہ زخم ہیں مشتاق کب سے باتوں کے

زبان تیغ سے ہی دیجئے جواب کہیں

ہنسی ہنسی میں تو وہ قتل عام کرتے ہیں

قیامت آئے جو آئے انہیں عتاب کہیں

لگا کے اس کو کلیجے سے رکھتے اے قاتل

جو تیرے تیر کا ملتا ہمیں جواب کہیں

شب وصال میں صفدرؔ کو تم نہ ترساؤ

اٹھا بھی دو رخ پر نور سے نقاب کہیں

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin

Safdar Mirzapuri

zarur baam par aae wo be-naqab kahin
nazar mujhe nahin aata hai aaftab kahin

wahan pe zaKHm hain mushtaq kab se baaton ke
zaban-e-tegh se hi dijiye jawab kahin

hansi hansi mein to wo qatl-e-am karte hain
qayamat aae jo aae unhen itab kahin

laga ke us ko kaleje se rakhte ai qatil
jo tere tir ka milta hamein jawab kahin

shab-e-visal mein 'safdar' ko tum na tarsao
uTha bhi do ruKH-e-pur-nur se naqab kahin

(357) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zarur Baam Par Aae Wo Be-naqab Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.